Thursday 23 April 2015

my projects components




1.wireless av camera

2.zigbee model 


                                                  3.camera receiver booster




Sunday 12 April 2015

Tuesday 10 March 2015

akbar ne kaha rokar ,,,,noha lyrics

Shabih e imam e zama(n) khechte hainTasawwur mei tasweer e jaan

khechte hainShabih e imam e, Kaha roo keh Akbar neh aiy dard tham jaa

Ke seene se baba sinaa khechte hainShabih e imam e

(Akbar neh kaha roo kar aiy dard zara tham jaa, Baba mere seene se sinaa khech rahey hain) x2

1.     (Aiy behtey lahu rukjaa) x2 hai wasta sughra ka

Baba mere seene se sinaa khech rahey hain

Akbar neh kaha roo kar aiy dard zara tham jaa

Baba mere seene se sinaa khech rahey hain

2.     Patee mere baba neh ankho(n) pe nahi bandhi

Di hai khuley aankho(n) se ran mei meri qurbani

Ai dada khaleel awo hai waqt qayamat ka

Baba mere seene se sinaa khech rahey hain

Akbar neh kaha roo kar aiy dard zara tham jaa

Baba mere seene se sinaa khech rahey hain

3.     Yasrab ki taraf ankhey har dam meri rehti hai

Ab waqt bohat kam hai sansei(n) bhi ulajti hain

Qasid meri sughra ke jaldi se zara aajaa

Baba mere seene se sinaa khech rahey hain

Akbar neh kaha roo kar aiy dard zara tham jaa

Baba mere seene se sinaa khech rahey hain

4.     Akbar ki guzarish hai lillaha na rad karna

Jab aap ka shewa hai duniya ki madad karna

Baba ki madad karney aajayie ay dada

Baba mere seene se sinaa khech rahey hain

Akbar neh kaha roo kar aiy dard zara tham jaa

Baba mere seene se sinaa khech rahey hain

5.     Dekha nahi jaayegaa aankho(n) se kabhi meri

Tarpuga agar mei to taklif unhe hogi

Ulfat ka takaza hai larzey na badan mera

Baba mere seene se sinaa khech rahey hain

Akbar neh kaha roo kar aiy dard zara tham jaa

Baba mere seene se sinaa khech rahey hain

6.     Armaan jo dil mei hai dil mei hi na dafna deh

Aisa na ho Zainab ko jaa kar koi batladeh

Pyari phupi amaa(n) se bardaasht na yeh hoo gaa

Baba mere seene se sinaa khech rahey hain

Akbar neh kaha roo kar aiy dard zara tham jaa

Baba mere seene se sinaa khech rahey hain

7.     Marney ka nahi hai gham gham hai tou bus itnaa hai

Darwzey pe muddat se bethi huwi sughra hai

Sun kar ye khabar shayad mar jaayegi woh dukhiyaa

Baba mere seene se sinaa khech rahey hain

Akbar neh kaha roo kar aiy dard zara tham jaa

Baba mere seene se sinaa khech rahey hain

shayree of ma-a-soomin




Arz hai kuch khass maula ali ke liye.....




Takat sameti dubiyan ne...khaibar bana diya.....
Takat sameti dniya ne .....khaibar bana diya..

Fir kya kiya khuda ne .....Haidar bana diya,,,

binte asad chali thi sue khana-e-khuda...
kabe ne usko dekhte hi dar banna  diya,,










...........................................................

'''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''
Farishto kaise sawal or jawab tubat me
abb aa gaye ho  to ali ki baat kare...
''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''
''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''
Aitbaar e azmate quran hai maula raza(a.s)
khalik e kouno maka ki shaan hai maula raza

haq shanasaee ka ye bhi bolta quraan hai,,,
kyon na ho ke warise quraan hai maula raza,,,








-----------------------------------------
Lut ke abad hai jo abtak ke vo gar kiska hai
sabse  uncha hai jo katkar bhi vo sar kiska hai....
zulm shabbir ki haibat se na larze kyon kar
kis nabi ka nawasa hai ye pisar kiska hai...

kiski hijrat ki tasalsul se shariyat hai rawan
kafila aj talak shaher badar kiska hai,,,,
takht valo ne muarrikh bhi kharide honge
zikra duniyan me magar shamo shar kiska hai,,,,

hath uthata hu to awane sitam kamte hai
sochta hu mere matam me asar kiska hai...

by mihsin naqvi
--------------------------------------------------------------------
Jahan me saniye quraan koi kitab nahi
ali bhi ek hai unka koi jawab nahi....
lahad me fail gaya buturaab ka jalwa...
khuda ka shukra hai mitti meri khrab nahi........

-----------------------------------------------------

Saturday 7 March 2015

DCN BOOK






                                               
                   Data communication and networking  Book.








for  free download  e book of DCN visit this link:

https://drive.google.com/file/d/0B0hRtuMP07n-NmgxODhiaTB5Nkk/view?usp=sharing